Urdu Poetry Dil ki Baaty
Kissi k ek aansu sy hazar dil tarapty hai
Kissi k ek aansu sy hazar dil tarapty hai
Kissi ka umar bahar ka rona yuhi bekahar jata hai
Na muhabbat na dosti kuch raaz nahi
Na muhabbat na dosti kuch raaz nahi
Sab badal jaty hai humare dil mein jagha banne k bd
Socha hi nhi tha mene..aise bhi zamane honge..
Socha hi nhi tha mene...
Aise bhi zamane hongi...
Rona bhi zaruri hoga
Ansoo bhi chupane honge
Is tarah bhi na yaad aa mujh ko
Is tarah bhi na yaad aa mujh ko
Itny ansoo nahi hain mere pass
Guzar gaya aaj ka bhi din yun hi bewajah
Guzar gaya aaj ka bhi din yun hi bewajah
Guzar gaya aaj ka bhi din yun
hi bewajah
Na mujhe fursat mili aur na
tujhe khayal aaya...!
Uski mohabbat ka silsila
Uski mohabbat ka
silsila bhi kya
ajeeb thaa..
Apna bhi na banaya
aur kissi aur ka
hone bhi na
diya....!
Mere aansu bhi teri chahat ko khareed na sake
Mere aansu bhi teri chahat ko
khareed na sake
Aur logo ki jhoothi hasi ne
tumhe apna bana liya,,,
Koi Humdard na tha
Koi humdard na tha
Koi bhi dard na tha
Phir ail hamdard mila
Phir us se dard mila
Hansny py bhi aa jaty hain be sakhya aansoo
Hansny py bhi aa jaty hain be sakhya aanso
Kuch log mujhy aisi duaa dy gaye hain....!!!
Khamosh lehjay meray hamdam
Khamosh lehjay meray hamdam kabhi bola
Nahi kartay,,,,,
Dard-o-Gham ko her kisi k samanay khola
Nahi kartay.
No comments:
Post a Comment