Urdu Poetry Dil ki Baaty
Chhod kar jin bewafaao ko jana hota hai
Chhot kar jin bewafaao ko
jana hota hai
Naraazgi to bas unka ek
bahana hota hai
Hota hai apni ankh ka ansoo b Bewafa
Hota hai apni
ankh ka ansoo b
Bewafa
Wo b nikalta
hai ti kesi or k
liye
Tum Agar yaad rakhoga toh inayat hogi
Tum agar yaad rakhoga toh inayat hogi,
Varna humko kahan tum se shikayat hogi;
Yeh toh wahi bewafa logon ki duniya hai,
Tum agar bhool bhi jao toh riwayat hogi!
Bwafa to usey kehte hain.jo wafa nahi karte.
Bewafa to ussy
kehte hain.
Jo wafa nahi karte.
Agar tumse
Pyar na hoya
To tumhe bewafa
kaise kehte,
Fir bhi tumne
Mere pyar ka
Ailsa sila diya hai,
Ki tumhe bewafa
Kehna bhi bewafai
ki tauhin hoti hai,
Dil ke kareeb aake jab wo door ho gaye
Dil ke kareeb aake jab wo door ho gaye
Sari haseen khawab meri choor ho gaye
Humne wafa nibhayi to badnamiyan mili
Jo log bewafa the wo mashhur ho gaye.
Na poochh mere sabr ki inteha kahan tak hai,
Na poochh mere sabr ki
Inteha kahan tak hai,
Tu sitam kar le
Teri hasrat jagan tak hai.
Wafa ki ummid...
Jinhein hogi unhein hogi,
Hamein toh dekhna hai,
Tu bewafa kahan tak hai.
Mujhko bewafa bannake jane wale...
Mujhko bewafa banakr jane wale..
Mujhse wafa ka ab khwaab na rakh
Me to doob hi chuki thi tujhme...,
Mujhko sahil pe tanha chhod ke jane wale
Aukaat me zra apni mazaal ko rahk,,,
Mere phir doobne ka khwaab na rakh.
Tere ishq ne diya sukun itna,
Tere ishq ne diya sukun itna,
Ki tere baad koi achha naa lage,
Tujhe karni hai bewafai to is ada se kar,
Ki tere baad koi bewafa na lage,
Mujhko loot kar jaane wale chale gaye,
Mujhko loot kar jaane wale chale gaye,
Meri aankhon se nind chala kar le gaye,
Mohabbat ki dil se.......to aansu gire,
Log unhe moti samajhkar utha le gaye,
Jaan kar bhi woh humein jaan na paye;
Jaan kar bhi woh humein jaan na paye;
Aaj tak woh humein pehchan na paye;
Khud hi kar li bewafai hum ne unse;
Taki un par bewafai ka koi ilzam na aaye!
Zarore nahee h kah piar ke manzel mel jay
Zarore nahee h kah piar ke manzel mel jay
Jisy ham chahty han woh hameen mel jau
Naa mely to naa kaaho usy bewafa dooa
Karo koi ham sy bhe piara uye me jay
Bewafa to woh khud thi Par ilzaam kisi aur ko
Bewafa to woh khud thi,
Par ilzaam kisi aur ko deti hai,
Pehle naam tha mera uske hothon
Par,
Ab woh naam kisi aur ka leti hai.
Kisi aur ki bahon mein rehkar,
Kisi aur ki bahon mein rehkar,
Wo mujhse wafa ki baat karte hai,
Ye kaisi chahat hai yaro,
Wo bewafa hau ye jankar bhi
Hum unhi se pyar karte hai..!!
Dhoka diya tu ne mujhy Is dil se mein naraz tha
Dhoka diya tu ne mujhy
Iss dil se mein naraz tha
socha tumhy dil se nikal doon
Maga ye kambhakt dill bhi tumhary paas tha
Beawaf to woh khud thi Par ilzaam kisi aur ko deti hai,
Bewafa to woh khus thi.
Par ilzaam kisi aur ko deti hai,
Pehle naam tha mera uske hothon par,
Ab woh, naam kisi aur ka leti hai,
Kabhi leti thi wada mujhse saath na chorne ka,
Ab yehi wada kisi aur se leti hai,
No comments:
Post a Comment