Urdu Poetry Dil ki Baaty
Bas ik akhari khoaish hai
Bas ik akhari khoaish hai tum sy
Ik sham mere naam ki sajjao to sahi
Apni wayran zindagi mein humme bolao to sahi
Iss bar meri muhabbat ko azamao to sahi
Dard e dil k sewa muhabbat kuch bhi nahi
Dard e dil k seewa muhabbat kuch bhi nahi hai
Tere charre k seewa muhabbat kuch bhi nahi
Tujhy chaaha to toot k chaaha par tere liye
Dewaangi, chaahat, wafa, muhabbat kuch bhi nahi
Kissi ko chaaho to besabab chaaho, chaahne walo!
Seela jo maango gy to, muhabbar kuch bhi nahi..
Tere liye sara jahaan chor jaye gy
Anhko mein tere arrmaa chorr jaye gy
Zindagi mein tere kuch neshaan chorr jaye gy
Le jaye gy teri duniya sy bass ik kafan
Tere liye sara jahaan chorr jaye gy
Zindagi ki raaho mein hum ne shaam kr di
Zindagi ki raaho mein hum ne shaam kr di
Dil ki har gaali un k naam kr di
Itna bhi na socha kesy katty gi ye zindagi
Bas benna shochy har khushi un k naam kr di
Baat muhabbat ki nahi adaat ki thi
Baat muhabbat ki nahi adaat ki thi
Mujhy iss ki adaat ho gai thi
Aur adaat bahaz dafa muhabbat se
Bhi zaida jaan lewa sabit hoti hai
Humne to tumme zindagi ka shara banna lia
Humne to tumme zindagi ka shara banna lia
Tum ko azehis jaan se pyar banna lia
Dil ka sakon anhk ka tara banna lia
Ab tum wafa kro na karo
Humne to tmme zindagi ka shara banna lia
Hum un ki khushi k liye un se durr ho gaye
Chaahat to aaj bhi thi un k liye
Par kismat k hatho majboor ho gy
Dekhai jo un mein apne liye be rokki
Hum un ki khushi k liye un se durr ho gaye
Hotto se dua k liye jinbash nahi hoti
Hotto se dua k liye jinbash nahi hoti
Ab us se zaida teri khoaish nahi hoti
Hai pyar ka sehaira, Yahan badaal nahi ate
"Zahid"
Baadal bhi ajaye to barish nahi hoti.
Khushiyo ki shaam aur yaado ka ye samaa
Khushiyo ki shaam aur yaado ka ye samaa
Apni palko py hargis sitare na laye gy
Rhkna shabhal kr chaand khushiya mere liye
Main lot kr aon ga to eid manae gy
Sunna tha tere shehar se wafa milti hai
Sunna tha tere shehar se wafa milti hai
Tooty hue dil ki dawa milti hai
Bas yahi sun kr hum aye thy tere shehar
Maghar yahan to dil lagane ki bhi saza milti hai
Us ko chaaha par ishar krne nai aya
Us ko chaaha par ishar krna nai aya
Katt gai umar humare pyar krna nahi aya
Usne manga bhi to mangi jodahi
Aut humme inkahar krna nahi aya
Us adda sy bhi hn mein ashanna
Us adda sy bhi hn mein ashanna
Tujhy itna jis py ghahor hai
mein jeon ga tere begehar bhi
Mujhy zindagi ka shahor hai..
Tumhara Dhoka deena
Tumhara dhoka deenaa aur
Humara dhoka khaa lenaa
Sunoo.... Ye be muhabaat thi
Humaari......
Mein mohabbat ka intezaar karte karte,,,
Kabhi kisi aakar is dil ka haal pucha
Na hi kisi ne is beruki zindagi ka zawaal pucha
Bas yu saari zindagi ghzaardi humne tanhai ke
Is sheher mein mohabbat ka intezaar karte karte,,,
No comments:
Post a Comment